Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHum Hain Lajwaab (1984)
HomeHum Hain Lajwaab (1984)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey danke ki chot se elaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya hamne ye dil tumpe kurbaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha tum bhi shayad chup rehte hum bhi shayad chup rehte ankhon se dil ki baatein kab kehte kaise kehte kaam bada mushkil tha aasaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya ae hey danke ki chot se elaan kar diya kya kehne do jeena hai to jeena hai marna hai to marna hai pyaar agar karna hai to duniya se kya darna hai saari duniya ko hairaan kar diyaa danke ki chot se elaan kar diya ae hey danke ki chot se elaan kar diya haye haye bilkul nahin logon se sharmaate the duniya se ghabraate the dekha hamne keh daala tum jo keh nahin paate the maano humne tumpe ehsaan kar diyaa danke ki chot se elaan kar diya aa hey danke ki chot se elaan kar diya hamne ye dil tumpe kurbaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya haa haa haa danke ki chot se elaan kar diya
aaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa zindagi ka kuchh bhi matlab hoooo oooo zamane ke liye din hai aane ke liye aur jaan jaane ke liye kisliye honthon pe hon din rat ye khamoshiyaan geet jab laakhon bane hain gungunane keee ee liyeee hooo oooo oooo ooooo dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani tere mere pyaar pe aayi jawaani tere mere pyaar pe aayi jawaani dilbar dil jaani ha ha dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani are dilbar dil jaani ho ho ho ho dilbar dil jaani tere mere pyaar pe aayi jawaani tere mere pyaar pe aayi jawaani dilbar dil jaani hooo dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani are dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani dillagi mein lagi aag paani mein le liya de diya dil naadaani mein dillagi mein lagi aag paani mein le liya de diya dil naadaani mein khubsurat hai badi lekin yeh naadaani are khubsurat hai badi lekin yeh naadaani ho ho ho dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani dilbar
koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein des banaaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein saari zameen se saare aasmaa se pyaar bada hai dono jahaan se saari zameen se saare aasmaa se pyaar bada hai dono jahaan se saare sandese ek sandes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein hum sab musaafir duniya safar hai iss raste mein kisko khabar hai hum sab musaafir duniya safar hai iss raste mein kisko khabar hai kon kahan mil jaaye kis bhes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein apna hai yaaron ye saara zamana begaano ko bhi na thukrana apna hai yaaron ye saara zamana begaano ko bhi na thukrana dard hazaron dil ki ek thes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein des banaaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein
chup pare hatt soniye mujhe gaane de hmm sa ma ga pa ma pa hmmm pa ma ma ga hahahaha are bichu ban kar dank mar dunga main dariya hoon main dariya hoon main dariya hoon katra nahin ae main dariya hoon katra nahin mujhe koi mujhe koi khatra nahin haan mujhe koi khatra nahin main dariya hoon main dariya hoon main dariya hoon main dariya hoon katra nahin mujhe koi khatra nahin haaaan mujhe koi khatra nahin na darrrr allah ke naam pe na dar na darr naaaaaaa na dar tera aashiq hoon main koi jeb katra nahin koi jeb katra nahin teri umar hai nazani ari madam lipstick powder lagane se umar thodi kam ho jati hai teri umar hai nazani zyada hai zyada hai satrah nahin zyada hai satrah nahin main dariya hoon katra nahin mujhe koi khatra nahin haaaan mujhe koi khatra nahin chale rao chale rao sa re ga ma pa dha ni sa chale rao chale rao sa ni dha pa ma ga re sa chale rao hi hi pakad ke aha oh ho aha oh ho mahal to ye rangeen hai goa ki garmi ki shiddat hai muzzath e bangal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Danke Ki Chot Se Elaan Kar Diya Hum Hain Lajwaab (1984) 04:42 37356
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Kumar Gaurav
Duration : 04:42   Song Number : 37356   

Dilbar Dil Jani Hum Hain Lajwaab (1984) 05:24 36379
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Huma Khan
Duration : 05:24   Song Number : 36379   

Koi Pardesi Aaya Pardes Mein Hum Hain Lajwaab (1984) 04:53 20794
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Kumar Gaurav
Duration : 04:53   Song Number : 20794   

Main Dariya Hoon Hum Hain Lajwaab (1984) 07:41 36305
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav, Kalpana Iyer
Duration : 07:41   Song Number : 36305